lyrics of kumar vishwas sorted by
relevance

Admin27.07.2021

Koi Deewana Kehta Hai Lyrics

Hamare sher sun kar ke jo khamosh itna hai khuda jaane gurur-e-husn me madhosh kitna hai kisi pyaale se pucha hai surahi ne sabab may ka jo khud behosh ho keise bataye hosh kitna hai.
6009
Admin02.07.2021

Best Muktak of Kumar Vishwas Part

.
8402
Admin17.08.2021

Koi Deewana Kehta Hai Lyrics Kumar Vishwas

mohabbat ne dia he sab, mohabbat ne liya he sab mila kuch b nahi hamko, gila bhi kuch nahi hamko ye dil barbad karke, isme kyo aabad rehte ho koi kal keh raha tha tum Allahabad rahte ho.
4503
Admin23.07.2021

Kumar Vishwas Poetry Lyrics Part 2

Sab apne dil ke raja hai, sabki koi rani hai, bhale prakashit ho na ho par sabki koi kahani hai.
7207
Admin21.07.2021

Best Muktak of Kumar Vishwas Part

hame behosh kar saaki, pila b kuch nahi hamko.
Admin30.06.2021

Collection of 30+ {Latest} Top Dr. Kumar Vishwas Shayari in Hindi

The song is composed by Amjad Nadeem.
8105
Admin19.08.2021

Veer Bhagat Singh Lyrics

Baat uunchi thi magar baat jara kaam aanki Usne jajbaat ki aukaat jara kam aanki Wo farista keh kar mujhe jaleel karta raha Mai insaan hoon, meri jaat jara kam aanki Ek do din me wo ikraar kaha aayega Har subah ek hi akhbaar kaha aayega Aaj bandha hai jo inn baaton me to bahal jayenge Roj inn baahon ka tyohaar kaha aayega Jims ka aakhiri mehmaan bana baitha hoon Ek ummid ka unvaan bana baitha hoon Wo kahan hai ye hawaon ko bhi maloom hai magar Ek bas mai hoon jo anjaan bana baitha hoon Kitni duniya hai mujhe zindagi dene wali Aur ek khwab hai tera ki jo mar jata hai Khud ko tarteeb se jodun to kaha se jodun Meri mitti me jo tu hai ki bikhar jata hai Use yakeen tha khud pe ki bhool jayega, Humein bhi dil pe bharosa tha, yaad rakhe hain Na pane ki khushi hai kuch, na khone ka hi kuch gam hai, ye daulat aur shohrat sirf kuch jakhmo ka marham hai, ajab si kasmkash hai roj jeene me, roj marne me, mukkamal zindagi to hai magar poori se kuch kam hai.
Admin05.09.2021

SMS , Shayari , Wishes ,Love and Romance : Shohrat Na Ata Karna images.dujour.com Vishwas Shayari

Koi Khamosh Hai Itna, Bahane Bhool Aaya Hoon Kisi Ki Ik Taranum Mein Taraane Bhool Aaya Hoon Meri Ab Raah Mat Takna Kabhi e Aasmaan Walo Main Ik Chidiya Ki Aankhon Mein Udaane Bhool Aaya Hoon 2.
1104
Admin10.06.2021

Kumar Vishwas

Dr Kumar Vishwas Shayari in Hindi mile har jakhm ko muskan ko sina nahi aaya, amarta chahte the par Zehar pina nahi aaya, tumhari aur meri dasta me fark itna hai, mujhe marna nahi aaya tumhe jeena nahi aaya.
8302
Admin27.08.2021

For For Fans Of Kumar Viswas And For Volunteer: Lyrics Of Kumar Viswas Patriotic Poem

Didi Kahti Hain Us Pagli Ladki Ki Kuchh Aukat Nahin, Uske Dil Mein Bhaiya Tere Jaise Pyare Jajbat Nahin, Woh Pagli Ladki Meri Khatir Nau Din Bhooki Rahti Hai, Chup-Chup Saare Vrat Karti Hai, Par Mujhse Kuch Na Kahti Hai, Jo Pagli Ladki Kahti Hai, Main Pyar Tumhi Se Karti Hoon, Lekin Mein Hoon Majboor Bahut, Amma-Baba Se Darti Hoon, Us Pagli Ladki Par Apna Kuchh Bhi Adhikar Nahin Baba, Yeh Katha-Kahani Kisse Hain, Kuchh Bhi To Saar Nahin Baba, Bas Us Pagli Ladki Ke Sang Jeena Fulwari Lagta Hai, Aur Us Pagli Ladki Ke Bin Marna Bhi Bhari Lagta Hai.
7309
Admin28.07.2021

kumar vishwas के 60+ बेहतरीन मुक्तक

Adhuri Ek Kahani ke Kisi Kirdar Jese hein Jahan Khabrein Dabawon mein hein Us Akhbar Jese hein Hamein Duniya ne to Dil ke Chunawon mein Jitaya hai Governer ke yahan bandhak Magar Sarkar Jese hein Siayasat mein Tera khoya ya paya ho nahin sakta Teri Sharton pe gayab ya numaya ho nahin sakta Bhale Sazish mein Gehre Dafn Mujhko kar bhi Par Mein Prajan ka beej hun mitti mein jaya ho nahin sakta Nazar mein shokhiyan Lab par Mahobbat ka tarana hai Meri Ummid ki zadd mein Abhi Sara Zaman hai Kai Jeete hein Dilke Desh par Malum hai Mujhko Sikander hun Mujhe Ek Roz khali Hath jana hai Har Ek Kapde ka Tukda Maa ka aanchal ho nahin sakta Jise Duniya ko Pana hai Wo Pagal ho nahin Sakta Zafaon ki Kahani Jab talak Us mein na shamil ho Wafaon ko Koi kissa Mukammal ho nahin sakta Kisi ke Dil ki Mayusi jahan se ho ke Guzri hai Hamari sari chalaki Wahin se hoke Guzri hai Tumhari aur Meri Raat mein bas fark Itna hai Tumhari Soke Guzri hai Hamari roke Guzri hai Koi Patthar ki Murat hai Kisi Patthar mein Murat hai Lo Hamne Dekh li Duniya Jo Itni Khubsurat hai Zamana Apni Samje par Mujhe Apni khabar ye hai Tujhe Meri Zarurat hai Mujhe Teri Zarurat hai Pukare Aankh mein chadh kar Wo khun ko khun Samajta hai Andhera Kisko kehte hein Ye bas Jhugnu samajta hai Mujhe To Chand Taaron mein bhi Tera Roop dikhta hai Mahobbat mein numaeesh ko adaein Tu Samajta hai Reh Jayenge : Hamse Mahobbat karne wale rote hi reh jayenge Ham jo kisi din soye to fir sote hi reh jayenge Nikli : Wus'ate Sehra bhi Muh apna chhupa ke nikli Sari duniya Mere kamre ke barabar nikli Nahi karti : Meri ujdi hui aankhon ke sare khwab lota do Amanat me khayanat to zameene bhi nahi karti Zarurat ek tawaif ki terha Muje nachati hai Me jitna kam karta hu machine bhi nahi karti Tere daman se kya ummid rakhu dil-nawazi ki Madad aankho ki Meri aastine bhi nahi karti Bahadur aadmi ke hath bhi talwar hote he Hifazat buzdilo ki meg zine bhi nahi karti Diwar se ham : Itna roye the lipat kar daro-diwar se ham Shehar me aake bahot din rahe bimar se ham Apne bikne ka bahot dukh hai hame bhi lekin Muskurate hue milte he kharidar se ham Kat di : Aye Ishq! JITE-JI ISKA MAN RAKHE MARKAR MARYADA YAAD RAHE.
9101